Pathar ke Khuda Pathar ke Sanam Pathar ke bhi Insaan paaye hain Tum Shehar-e-mohabbat kehte ho Hum jaan bacha kar aaye hain Bhut-khana samajhte ho jisko poocho na wahan kya halat hai Hum log wahin se lautey hain Bus shukar karo laut aayein hai Hum Sonch rahein hain Muddat se Abh Ummr guzarein bhi to kahan Sehra mein Khushi ke phool nahi Shehar-on mein gummon ke sayee hain Hothon pe tabbasum halka sa Aankhon mein nami si hai Faqir Hum Ahele mohabbat pe aksar Aise bhi zamane aaye hain