| Aakhri khat hai mera
Lyrics -- Ibrahim Asq
Composed by -- Chandan Das
Aakhri khat hai mera, Jispe hain naam tera.
Aaj ke baad koi khat na likhoonga tujh ko.
 |
Bhool jaoonga tujhe yeh to nahin keh sakta |
|
Dil pe chalta hain kahaan zor mohabbet karke. |
|
Phir bhi is baat ko leta hoon Kasam-E-Humdum |
|
Main na tadpaoonga tujh ko kabhi nafrat
karke. |
|
|
Bewafa too hain kabhi main na kahoonga tujhko.
Aaj ke baad.....
 |
Yaad bhegee huye lamho ko sataayage agar |
|
Aap apne se kaheen door nikal jaoonga. |
|
Ittefaqan heen agar tujhe mulaquaat hui |
|
Ajnabi ban ke teree rah se tal jaoonga. |
|
|
Dil to chaahega par aawaz na doonga tujhko
Aaj ke baad.....
 |
Ye tera shahar ya caliyaan baro deewaar ye char |
|
Mera tute huye khabon ko yahi jaanat hai. |
|
Kal ye sab chhod ke janaa hai bahut door mujhe |
|
Jis jagaah dhoop hai, sahera hai, metri kismat
hain. |
|
|
Yaad mat karna mujhe ab na miloonga tujhko.
Aaj ke baad.....
<-BACK|-INDEX-|NEXT->
s
|