| Piya nahin jab gaon mein
Lyrics -- Nida Fazli
Composed by -- Chandan Das
Piya nahin jab gaon mein,
Aag lage sab gaon mein,
 |
Kitni mithi thi Imli, |
|
Sajan the jab gaon mein. |
| s |
 |
Unke jaane ki tareekh, |
|
Dangal tha jab gaon mein, |
| s |
 |
Likhne wale aahe likh, |
|
Lautoge jab gaon mein, |
| s |
 |
Maan ka sauda maan ke mol, |
|
Kaisa hain Mazhab gaon mein. |
| s |
|
|
|
|
<-BACK|-INDEX-|NEXT->
s
|