Lyrics post - gokul kii ek naar chhabiilii - veena - 1948 Mukesh - Anil Biswas Mukesh gave his first hit under Anil Biswas' baton when he got a prominent share of songs in Pehli Nazar in 1945. Three years later, he again had a substantial association with Anilda, in Anokha Pyar and Veena. Mukesh enjoyed his best years in this era. It wasn't just that he was in his prime and film music was enjoying a period of great creativity but the leisurely pace of music of those years suited his voice very well. Here are the lyrics of a very charming Mukesh solo. - dn % \startsong \stitle{gokul kii ek naar chhabiilii}% \film{Veena}% \year{1948}% \starring{Sulochana Chaterjee, Veera, Rehman}% \singer{Mukesh}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Swami Ramanand}% % % Contributor : dhananjay naniwadekar % Date : 22 July 2003 % Credits : % Comments : Anilda Series : veena / viiNaa % \printtitle #indian % gokul kii ek naar chhabiilii jamunaa taT par aa_ii re goraa badan aur patalii kamariyaa chaal chalat iThalaa_ii re pag paayal ne runu\-jhunu runu\-jhunu miiThe sur me.n gaa_ii re puravaiyaa ne chhe.D ke saa.Dii sar se kuchh sarakaaii re choTii khul ke laharaaii hai jyuu.N naagan balakhaaii re it ut Dhuu.N.Dhe apane pii ko sudh budh kuchh bisaraaii re maano raadhe prem kii muurat Dhuu.N.Dhe kR^iShNa kanhaaii re % #endindian \endsong %