SatyaNarayan Ji Ki Aarti
Jai Lakshmi Ramana, Swami Jai Lashmi Ramana, Satyanarayan Swami, Jan Patak Harana, Jai Lakshmi Ramana
Ratan Ja Rat Singhasan, Adhbut Chabee Rajey
Narad Kahat Niranjan, Ghanta dhun bhajey
Jai Lakshmi Ramana.............
Praghat Bhaye Kali Karan, Dwaj Ko Daras Diya
Budha Brahman Bankey, Kanchan Mahal Kiya
Jai Lakshmi Ramana.............
Durbal Bhil Kathier, Jan Par Kripa Karey
Chandra Choor Ik Raja, Jinaki Vipat Hare
Jai Lakshmi Ramana.............
Vayesh Manorath Payo, Shradha Uj Dini
So Fal Bhogyo Prabhji, Fer Ustati Kini
Jai Lakshmi Ramana.............
Bhav Bhagti Ke Karan, Chhin Chhin Roop Dharya
Sharda Dharan Kini, Tin Ka Karj Sarya
Jai Lakshmi Ramana.............
Gwal Bal Sang Raja, Ban Mein Bhagti Karey
Man Vanchit Fal Dino, Deen Dayal Harey
Jai Lakshmi Ramana.............
Charhat Prasad Sawayo, Kadali Fal Mewa
Doop Dheep Tulsi Se, Raje Sat Deva
Jai Lakshmi Ramana.............
Shri Satya Narayan Ji Ki Aarti jo koi gaavey
Kahat Shianand Swami Man Van Chit Fal Paavey
Jai Lakshmi Ramana.............