Song: Chhup Gaya
Film: HUM AAPKE DIL MEIN REHTE HAIN
Starring: Kajol, Anil Kapoor
Singers: Alka Yagnik & Kumar Sanu
--------------------------------------------------------------------------------
Alka:
Chhup Gaya Saare Taare
Baadalon Mein Chhup Gaya
Chhup Gaya Woh Nazaare
Baadalon Mein Chhup Gaya
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Kumar:
Chhup Gaya Badli Mein Jaa Ke
Chand Bhi Sharmaa Gaya
Chhup Gaya Badli Mein Jaa Ke
Chand Bhi Sharmaa Gaya
Aapko Dekha To
Phoolon Ko Pasina Aa Gaya
Are Maahi Re
O O O O O O
Alka:
Aapne Yoon Ched Ke To
Dil Mera Dhadka Diya
Aapne Yoon Ched Ke To
Dil Mera Dhadka Diya
Hum Miley To
Pyaar Karne Ka Mahina Aa Gaya
Are Maahi Re
O O O O O O
Kumar:
Aapki Ye Choodiyan
Humko Jagayein Raat Bhar
Alka:
Aapki Ye Booliyan
Humko Satayein Raat Bhar
Kumar:
Aapki Ye Choodiyan
Humko Jagayein Raat Bhar
Alka:
Aapki Ye Booliyan
Humko Satayein Raat Bhar
Kumar:
Aapka Aanchal Uda
Ambar Pe Baadal Chaa Gaya
Alka:
Hum Miley To
Pyaar Karne Ka Mahina Aa Gaya
Are Maahi Hai
O O O O O O...
Aankhon Se Neendein Churana
Koi Seekhe Aap Se
Kumar:
Pyaar Mein Pagal Banana
Koi Seekhe Aap Se
Alka:
Aankhon Se Neendein Churana
Koi Seekhe Aap Se
Kumar:
Pyaar Mein Pagal Banana
Koi Seekhe Aap Se
Alka:
Aapki Chaahat Ka Ye Andaaz
Humko Bha Gaya
Kumar:
Aapko Dekha To
Phoolon Ko Pasina Aa Gaya
Alka:
Are Maahi Hai
O O O O O O
Kumar:
Chhup Gaya Badli Mein Jaa Ke
Chand Bhi Sharmaa Gaya
Alka:
Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm
Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm
Kumar:
Chhup Gaya Badli Mein Jaa Ke
Chand Bhi Sharmaa Gaya
Alka:
Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm
Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm...
--------------------------------------------------------------------------------