Sher o Shayari
What is a Gazal?
Ghazal
Mirza Asadullah Khan Ghalib
Hai aur bhi duniya mein sukhanvar bahut acche
Kehte hai ke Ghalib ka hai andaaz-e-bayaan aur
Ghazals by Ghalib
Allama Iqbal
Mitaa de apni hasti ko agar kuch martaba chaahe
Ke daana khaak mein mil kar gul-e-gulzaar hota hai
Ghazals by Iqbaal
Sahir Ludhianvi
Duniya ne tajrubaat-o-havaadis ki shakl mein
Jo kuch mujhe diya hai lauTa raha hoo mein
Faiz Ahmed Faiz
Maidaan-e-vafa darbaar nahi, yaaN naam-o-nasab (lineage) ki pooch kaha
Aashiq to kisi ka naam nahi, kuch ishq kisi ki zaat nahi
Ghazals by Faiz
Jigar Muradabadi
Agar na zohra (beautiful) jabeeno (girls) ke darmiyaaN guzre
To phir yeh kaise kaTe zindagi kaha guzre
Meer Taki Meer
Mujhko shayar na kaho 'meer' ke hamne
ranj o gham kitne kiye jama to deewan kiya
Ghazals by Meer
Others
Zindagi kaaTe kaTi kandhoN pe aaye qabr tak
Das qadam ke vaaste yaaroN ka ahsaan ho gaya
Yeah bhi chand sher hai
Sher e Bakwaas