This is second of the two Non-film songs Anil Biswas composed for Talat. The lyrics are by Sajjan. Very simple lyrics and a really sweet composition to go with them. The song may not be listed in any all time greats of Anilda, but it is a cute song all the same. The piano in the prelude music is like a like a cool breez. The opening lyrics have a kind of desperation in them which amuses me. - Nimish % ITRANS Song # % \startsong \stitle{phir pyaar kiyaa phir royaa}% \film{Non-film}% \year{}% \starring{}% \singer{Talat Mahmood}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Sajjan}% % % Audio on: % Contributor: Nimish Pachapurkar % Transliterator: Nimish Pachapurkar % Date: 19 Feb 2003 % Series: Anilda Series # 11 % Comments: % generated using giitaayan % \printtitle #indian % phir pyaar kiyaa phir royaa phir pyaar kiyaa phir royaa kyaa tadabiire.n kaam kare.n jab apanaa nasiibaa soyaa ghaav puraanaa abhii haraa hai, chhalanii saa dil dard bharaa hai phir kar baiThaa maha.ngaa saudaa jis me.n sab kuchh khoyaa phir pyaar kiyaa \threedots zabt kaa daavaa TuuT gayaa hai, sapano.n kaa ghar TuuT gayaa hai aramaano.n kaa ret\-mahal phir tuufaano.n ne dhoyaa phir pyaar kiyaa \threedots phir pyaar kiyaa phir royaa phir pyaar kiyaa phir royaa kyaa tadabiire.n kaam kare.n jab apanaa nasiibaa soyaa % #endindian \endsong Google Home - Adve