Dard kuch ghatata nahin hai ,
kya karain,
Dil kahin lagataa nahin hai , kya karain .
Raat
kalee syaah itnee
der thee,
Din main kuchh dikhta nahi hai kyaa karain.
Baandh tha jo
sabr ka barson talak,
baadh aa kar dha gayi
hai kya karain.
Khwab - khali the , bahut
khaamosh the,
Koi chham se aa gayi
hain kya karain.
Dekh kar ek
baar unko
roo ba roo,
Khat se jee bharata nahin hai kya
karain.
|